.

Tuesday, May 25, 2010

adat nikalna ka tareka

As salamu allaiqum


kisi be cheez ya nam ya aiyat ka adat nikal na ka liya hurf_e_taji ka hurfo ka adat maloom hona chaheya

amoman hurf_e_taji kamre ka he adat nikala jate hai or inhe ko zair se asar laya jata hai

ake jadool deta ho taka mare baat asani se samajh main ah jahe apko




yeah abjad kamre hai or nicha in ka adat likha howa hai

misal ka toor per appna nam ka adat maloom karna hai abb main apko ahmed ka nam ka adat maloom karna batata ho

ahmed
alif = 1
bare ha = 8
mim = 40
dal = 4

total adat howa ahmed ka 53 bus ahmed ka nam ka adat howa 53

abb main apko aiyat ka adat nikal na ka be tareka batata ho

for example بسم الله الرحمن الرحيم ka adat nikalte hai


bah =2
sin = 60
mim =40
alif = 1
lam = 30
lam = 30
choti ha =5
alif = 1
lam =30
rah = 200
bare ha = 8
mim =40
noon =50
alif = 1
lam = 30
reh = 200
bare ha = 8
yeah = 10
mim = 40

total adat howa 786 bus bismilah ka adat howa 786 yeah jo mana adat nikalay hai yeah kamre adat kehlahe gay

ishe tarah tamam surah ka adat nikal sakta ha



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





26 comments:

Unknown said...

mera naam zubair ha mera adat kya niklay ga aur is say kya faida ha hamrai zindagi par

Anonymous said...

SALAM
AMEL SONAME JI main ayk larki se bohat payar karta hon aur us se shadi karna chahta hon... muje koe tawiz dain

Anonymous said...

nikah k lea adad kaise nikala jata. plz tareeqa btlaen

safdar said...

Hazrat Amel Soname

Assalam o alaikum

I have visited your site of Kala Jadoo

I could not understant how to pay zakat for the given taweez

I am a male of 60+ age and intrested in knowledge of removing Kala Jadoo
I will be thankful if you tell me some wazifa or qurani ayats for removing this.

Sukriya

Anonymous said...

assalamualikum warahmatullahi wa barakathu mera dost ek mahine se lapata hai.

Anonymous said...

salam


ser meri wife 2 month say normal nahnee hay.pehlay to ajeeb tarah paglon ki tarah harkaten karti thee.phir amil hazrat kay pas lay kar gay hain to kuch behtar hoee hay ilaj say.lakin complete ilaj nahnee ho pa raha.har waqt khafa rehna.khush na rehna.khamosh rehna har waqt.amil hazrat nay kaha hay kala ilam hooa hay.lakin is ka mukamal ilaj nahnee ho pa raha kisee say.app is ka ilaj karain yeh kya masla hay.

Anonymous said...

assalamwalaikum amel sahib,

i have just read your blog regarding black magick cure with taweez and wanting to use breaking the spell of hardship and difficulties using taweez of surah e inaam. please can you inform me how to pay zakat for this taweez as i cant really make it out from the above blog on zakat for taweez. Also can you explain the bit about the adaat f0r which 935329 fro this surah.

please remember me in your duas.

Anonymous said...

Asalamalaikum. Amelsab mera naam dawood hai Kay ap estekahra karke batha saktehai ke mujpar Kay huvahai my hartharafse fasahuvahu my ethne mushkelme agayahu ke mere pass call karnekobi paise nahi hai.aur ethne mushkil mebi my kampar nahi jarahahu ratho me nendh nahi arahihai aur subah me nend athi hai aur pehile my aisa nahi tha.mera workshop bi bikul nahi chalrahahai meher banikarke ap esthekahra karke muji batha sakthehai.my apka jawab ka enthajar karuga bass abmere jendegeme rona bakhehai.

Anonymous said...

Assalamu alaikum, AMEL SAHEB

My daughter is not feeling well for past 1 year, I took her to amils, kindly inform me what is she suffering from.

JASUKALLAHUMA KHAIR. I saw your blog it is very useful.

vasalam,

sheikh said...

Main janana chahaata hun agar kui hamsaya app say naraz hu kay qata taluq kar day to unh kay dil say nafrat khtam karnay ka kiya wazifa hai??? please mujhe jawab zorar di jiye ga

Anonymous said...

Plz help me with get ris kaka jadu all those symptom s you said must of it I can feel it .plzzzzzz save me plz plzzz

memo said...

assalamwalekum mujhe appki madad chahiye thi ....mere behen hai 21 saal ki usse koi acha rista nahi aata ....jo acha hota hai wo rista nahi aata wo galat rista hota hai wohi aata hai ...mujhe plz kuch reply karo ki main kya karu

Anonymous said...

salam
meray beta ki shadi ko 1 month hua hai uski wife matlab meri bahu mujhe se bhout nafarat karti hai aur meri izzat nhi karti hai woh chati hai k main ghar chor kar chali jao meri bahu apney maa k ghar ja kar beath gai hai ghar nahi arahi hai aisa kuch batae k woh mujhe se pyar karney lagey nafarat khatam ho jae aur sab ki izzat karey

Shazia said...

Salam!
mei buht ziada pereshan hun 15 saal se musalsal kamo mei bandish or rukawatein aa rahi hyn , taleem , career, shadi , job rozgar , kuch b nhi hy
2, 3 saal se 2,4 wazaif b parhe pr koi asar nhi , rishtey ya tou atey hi nhi ya phr atey hyn tou baat nai banti,
mei jis ko pasand krti hun , 4 saal sey ... Os se b baat nae ban rahi , 2 maha se baat nhi hoi... Ik jga rishtey ki baat chal ree ty ,os mei b rakwat aa gaee
ik jaga se zaicha banvaya tah , os ny batya shadi buht mushkil , ya hai hi nae.... Buht takleef mei mubtila hun... Har waqt beemar rehne lgi hun .... Kidney pain , cyst problem, liver bar gaya hy , ghbrahat rehti hy ....
Mere liye dua kra dein , or koi asan dua bata dein k meree zindagi k azab khtm ho jain ... Shazia

Anonymous said...

Asalamualaikum ........ please reply krien , mehrbani hogi .....
me boht mushkil mein hoon , me MBBS ki student hoon , abi to mjy 3rd year me ana chahiye lekin mera ist year MBBS ka ak paper paas hi nahi ho raha , samj anhi aata ku , ab mere paas ak last chance h 40 din k baad , us me paas hui to me 2nd year me jayngi ,Allah na kry agr na hui to mere paas suicide krny k ilawa koi aur choice nahi rahy gi , dil to krta hai abi suicide kru but sb khty hn mere paas ak last chance h to me paper doon ....... hamesha mere dil me yehi khayaal rhta h mene kbi paas nahi hona , Allah ne kch acha nahi krna mere saath , khawb me daant (teeth ) ka girna ya tootna dkhti hoon ........ Allah se nashukri krti hoon ........ parh parh k fail hoti hoon jb ki mere saath k nalaiq bachy paas kr jaty hain ......... me pagal ho re hn ....... ye koi kaly jadu ka asar hai ya kya .........?
aur me kya kru is jadu ko torny k lye ..........?
please mjy jawab dein , please

Anonymous said...

salam.mere uper kisine bahot hi heavy kala jadu kiya hai,muje barbaad kardiya hai, bandishe lagayi hai.ham wife, husband me problem aate hai, aap muje jadu vaapas jisne kiya ho us per send karneka koi qurani ilaj bataye, plz,koi aayat jo me padh saku, zajaakallah

yaseen said...

Assalam-o-Alikum.


Janab hazrat sahab may nay internet par app ka baray may kaafi detail phaari ha may iss waqat bahut mushkil aur pareshani may ho mujhay app ki madad ki zaroorat ha hamaray pooray ghar par is waqat Kala jadoo hua hua ha jis ki waja say rozgar may bhi tangdasti ha janab agar app ka koi number ha too plz mujhay email jar day takay may app say jald say jald mulaqat kar sakoo .

App kay jawab ka muntazir ho

Thanks

Anonymous said...

asslamualkum wa rahmatullahi wa barkatuhu hamare ghar mai badbu aari kal raat se yani sifli ilm kare hamare upar iska tod kya hai hamari family pe our hamare dimag pe jadu hogaya answers yaad nahi hore exam samne hai is ka ilaj kuch bataye

Junaid said...

Assalam Alaikum

Mera naam Junaid hai main pechaly 3 year se bohut maslon main hon jadu k kai jaga se ilaaj karaya

farak bhi parta hai lakin pori tarhan se nejaat nahi milti phir shidad k saath jadu ho jata hai eik k baad eik masla khara hoo jata

abhi sab se bara masla meri shadi shuda life hai wife lar kar bachon k saath apne parents k ghar chali gai hai woh bhi bari Eid se

2 din phaly woh bhi kafi bara hangama aur tamasha kar k sharmandagi k maray bora haal hai hum flat main rehte hain aur aur os

ne flat main thek thaak tamasha kia main tu phalay os ko lane k chakar main nahi tha lakin phir yehi jado ka khaal ayaa aur

mujeh kai ne kaha bhi k jadu ki waja se gai hai ab main chahta hon woh aa jaye bachon ki bohut yaad aati hai Lahore ki sakht

sardi kesay bardasht kar rahay hon gay main karachi main rehta hon bachon ki umar beta 5 year aur beti 3 year ki honay wali hai

Plzzzzzzzz app apne ilam k zariye dekhin aur batain kisi tarhan meray bewi bachay aa sakte hain aur kis tarhan is jadu se meri

jaan chot sakti hai yaqeen mane main bohut thak gaya hon app k baray main kafi net per para tu laga k app is mushkil se

nikalne main meri koi madad kar sakein Plzzzzzzzzzzz ho sakte tu madad kar dijey ga zindagi bhar app ko dua don ga .

nadeem said...

aslamo alikom main ny ap ki net sy post pri hy js main amlo k bary main information di hoi hy mgr main ap sy pochna tha k mary ak dost ny net py ak amel sy rabta kia hoa hy or us nay us ka hisab lgaia hy or btaia hy k us py ksi ny jado kia hoa hy or us jado ko utarny k ley wo us ko kuch treeqy bta rahja hy or kuch treeqy boht gar ikhlaqi b hain or us nay is cheez k us koi pasy nai ley blky sadqa karny ko kaha hy . main ap sy pochna tha kia ye sb kuch theek hy plz reply zror kejy ga ok

Unknown said...

mera nam shahnawaz ha is ka kya hesab ha or rozgar ka kya ho ga.

Anonymous said...

:'( Salam mere papa boht beemar rhte h unhy hr wqt drd rhta masane me or 2 min bd pishab ajata h :'( booht bemar h doctor sab pas gye hy sab repot b theek hy phir b drd rhta . he ilaaj kra lia aram ni ata. bht se wazifey nawafil prhe pr drd thori dair k lye khtm ho jati or phir shoro kisi ko dikhaya to wo khte h jadu h kala :'( plzzz mere papa k liye dua or koi hal btaye :'(

Anonymous said...

plzzz help me :'(

Anonymous said...

ye adat nikalny ka kia fahida hai ?koi bata sakta hai ..

Anonymous said...

adat nikalny ka kia fahida hai

Unknown said...

Sir mujhe naukri mein fayeda nahee phir karobaar karoo toh nukhsaan hota hai kuch hal bataye

Popular Posts