.

Tuesday, May 25, 2010

taveez k asar ko mosal sal bar karar rakh na

As salamu allaiqum

agar kohi shaks yeah chata ha ka k jo wo taveez use kar raha ha us ka asar bar karar rahe tu wo u kareen .

jis surah ka taveez use kar raha ha ushe sorat ko din main kahe kahe bar pareen agar bare sorate ha to kam tadat main parleen agar choti sorate ha to zada tadat main pareen


jadogar ka mokabla main taveez ka asar ko kis tarah bar karar rakhe

sab se pehla to hisab lagahe ka jado kitni shedad se kiya ja raha ha

for example jesa ka hawa chal rahe ha insan ko mehsos howa . tazz hawa chal rahe ha insan ko mehsos howa . andhi chal rahe ha insan ko mehsos howa . tofan ah gaya ha insan ko mehsos howa


ishe tarah jadogar ka attack ka be pehla hisab lagaya jata ha ka wo kitni power ka sath attack kar raha ha victim per


ake or example

agar jadogar daily victim per 2000 bar parahe kar ka 2000 foji bejh raha ha or victim 111 bar parahe kar raha ha to victim ki parahe nakara ho jahe gee or jadogar ka jado sir char ka bola ga q k jadogar ki parahe zada ha us ny zada foji beja ha vitim ki parahe kam ha defend karna walay victim ka foji kam ha is liya attack ka hisab se he parahe karni parte ha agar daily jado kar raha ha jadogar to us ka attack ka hisab se daily taveez per parahe kareen taka taveez ka foji victim ko defend kareen or victum ki halat zada kharab na ho



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





23 comments:

Anonymous said...

plzzz kali nazar ka bhe koi taveez hoga

Anonymous said...

surat anzal ka abhi tak koee taveez nahi aya???

Anonymous said...

Plz apna koi nub dn mere khawind bhot bimar he madad kre plz

Anonymous said...

A/Sallam-O-Alaikum....!
Bhi kasay hain aap..?? Main boht tension main hun aaj net pay talash kr rha tha tu apki i.d. Milli, aur aap ke de hue details perh k. Mujy kuch umeed hue. Main boht ziada pereshan hun bhi. Es liay majboori main ap say rabta kia. Agar aap hissab kitab krtay hun tu plz mujy reply krain aur jo details chaheyen apko main apko dunga bhi. Main ap k reply ka intaza krun ga boht ziada.
Allah apko khush rkhay bhi. Aur apko sallamat rakhay.

Anonymous said...

assalam w alaikm mera nam .ansar he mere pet me aayytg sci jalan 10 sal se hae meri aap s gujarish he mujhe black majic ki taklif hae help me istikhara kijye

Anonymous said...

Asalam O Alikum
Bhai,
Araz ye ha k meri Sister kafi arsay se ajeeb masail ka shikar ha

1) Jism per achanak Neel (Nishan) ban jatey hen jesey kisi ne Danda mara ho ya Jala dia hoo

2) Seenay or Shoulders main aksar dabaoo or Dard rehta ha

3) Raat Ko shadeed Burey Khawab aatey hen, aksar esa mehsoos hota ha k jesy koi qareeb betha ha ya Touch kar raha ha

4) Khawab main dhamkian detay hen k maar den gey ya kisi ghar walay ko le jain ge

5) aksar chota bacha nazar aata ha or koi meri sister ko kehta ha k ye tumhara Bacha ha

6) Bhook nahi lagti, Bethey bethey Dimagh soo jata ha, Namaz main dil nahi lagta

Aap barey meharbani nazar farma lijye or sahi condition bata dijye k kia masala ha.

Hum der der ki khawari kar k 2 years se tang achukey hen

ALLAH ap ko jizza dey..

rana said...

Salam!
Mohtaram aap ko janta nahin hun magar aap ki post ka bohat mutallah kia hai agar aap k dil mein insaniat ka jazba hai aur Allah ki makhlooq ki khidmat karney ka azm hai to mehar bani kar k merey se rabta karein ya apna contact number mujh ko mail kar dein bohat mushkil mein hun aap ki madad ka talabgar hun shukriya......

Anonymous said...

main doo saal se busniess kar raha hu par main jo bhi kaam karta hu ya soch ta hu woo sab ulta ho jata hai aur loss hojata...aur mujhe business karne ke liye maal bhi nai milta ho main lekar bach saku ....imain jo bhi karta hu uska ulta ho jata hai ...main jo bhi sochu uska bhi ulta hojata hai ....aisa lagta hai mere star nahi chalte ....assalamwalekum pl help me..

Zuber said...

asslaam o alekum mera naam Zuber hai aur me asrat aur jadu se pareshan hu aur me canfuse hu k kiya jadoo aur kiya nahi maherabni krke asan aur jald yaad hune wala ayeat bataye jazzak allha khier m zuber

Anonymous said...

Assalam o alaikumDear Amel soname bai hamare dil sa dua ha k Allah apko lambi umar aor akherat ma jannat Ul firdoce da.Mare dilli khwahish ha k mai ap jaisa walio ka khadim bano.Ya aap sa zindagi ma kam az kam 1 bar mel jao.Ap ka muj par bohat bara ehsan ha.Agar mara pas ye pore dunya b hote to ma ap ko ehsan k badla ma data.Chonke asa nahe ha.To siraf dua karsaktay ha dil sa.GHARAZ YE HAIK BUS MAIRE DIL KE KHWAHISH YE HA K MA APKA KHADIM BANJAO BUS...MA DUNYA MAI INVOLVE HONA NAHE CHAHTAAP JAISA ALLAH K WALIO KA KHADIM BANNA CHAHTA HO.PLEASE MARE YE KHWAHISH PORA HONA MA MARE MADAD KEJIAY.UMEED HA K AP MUJA MAYOS NAHE KARAN GA WASSALAMR eply ka muntazer NAVEED

Anonymous said...

assalam o alaikum...

ap k page main (jadu ko lautana paltana soreh aale imran se) hai,
kia ye amal karne k liye koi time jaga mukar,rar karni paregi or gusal kar k missale pr parna parega ya ksi b time ksi b jaga ksi b haal main parh sakte hain.. barahe meharbani is ka tareeka bata den..

shukria

Anonymous said...

salam
mjy khab mn gandagi bht nazar ati hy kbi pakhana apna ya ksi ka nazar ata hy ya kechar bht hota hy meri shadi mn b bandish hy mjy koi hal bta daim plz

Anonymous said...

Janab Amil sahab,

Assalam o Alaikum

Mere shohar dhai (2-1/2) saal se berozgar hain. us k baad unhen koi nokri nahin mili. ab tou hamara yeh aalam hai k hum paai paai ko muhtaj hain. samajh mai nahin aata kyun nahin milti nokri. meherbaani kar k aap bata den kia wajah hai?


Jawab se jald muttala farmaiyega. hum log bohot pareshan hain.

aap ki pareshan haal beti.

Amjed said...

Asalam alekum , mujh per last aik year se jadu k asraat hain mind mai awazain sunai deti hain kafi tor karaye kuch farq para phir shuro ho gayeen net par aap k article parha baraye mehrbani rehnmai farmayain k ye kya masla hai or is ka kya ilaaj hai.

Anonymous said...

Please janab aap nay buhat achay samjhaya hai par mein aap say zaich niklwana chahtay hon mujhay job nahin milti rizq par pata nahn bandish hai yeh kia hai kindly aap meray zaicha banay dein

Anonymous said...

as salamualaikom,
Mera naam asif hai mai hyderabad se hu aur ab mai saudi arab mein hu,
Maine apki site padhi bahut acha laga usme mujhe bahut saare baat bi malum huwi allah kare her musalman bhai pade aur amal kare,
Mai apka bahut bahut shukriya adaa karta hu jo apne mujhe time diya.,
Mujhe apse guzarish ye hai ki mai janna chahta hu kya padhne se isteqara ya maukil ku samne bula sake.,
Mera aisa koi irada nai hai ki usey kuch ghalat istemal karu.,
Mai 15 din pehle umrah kiya aur 7 din tak khwab mein sirf kabah ka manzar dekha.,
Mai isliye jaan na chahrom ki kyunki aj kal bahut sare jadu tona mein mutalib hai.. Mere relative khud bi hamare dushman hai.,
Mai ye chahta hu ki ilm ku sahi hasil karu aur sahi jageh pe uska istehmal karu.,
Jo log ghalat logon ki gumrah mein hai uski maddad karna chahta hu.,
Kasam allah ki sahi kehraha hu mai ghalat istehmal ya paise khane ka koi irada nahi hai.,
Mai naik kaam aur logon ki madad karna chahta hu....
Agar apku mujh pe bharosa hai tou please apse guzarish hai ki meri maddad kijiye.....

Anonymous said...

Assalam-o-Aleikum,

Amel sahab umeed karta hoon k aap khair khariyat Allah k fazal karam se hongey Allah apke Illm mein mazeed izaafa karey Ameen.
Apse ek mussla ka hull chahta tha jo kuch is tarha se hai k Mai yaha saudi arab mein takreeban kaafi time se ami biwi ko yaha apne pass bulana chahta hoon ek jaga darkhwast ek ameer k pass jama hai jo ab tak approve signature nahi ho rahi kam ab tak pending jaa raha hai kahi se wife k Munasib passo mein VISA ka bando bas bhi nahi ho pa raha...

Mere Abu bhi meri wife ko yaha bulaney k liye kaafi bando ko kaha hua hai k agar kahi se koi visa ka bandobas munasib passo mein ho jaye...

Magar kahi se kuch hota nazar nahi aa raha...

Please mere mussla k hull batain mai

Please mujhe batain mai kya karu ....

Musslay pe mussla hai mere khandan wale bohat buray log hai sab k sab kaalay jadu mein paray hue hai khuda ka koi khauff nahi meri biwi ko drawney khawab atay hain mujhe bhi usko khawab mein ek kaali aurat nazar ati hai even namaz jab woh parhti hai to sajday mein bhi ek bar woh kali aurat dikhayi di......

Please mujhe batain mai is ka torr chahta hoon ... Allah apko jaza khair ata karay apke illm mein izaafa karey please meri madad karey....

Anonymous said...

mara ghar ma bhot parashani hai muj mada ki zarourat hai

my bohat molan ka pass giya tha mu ja mukamil ilaj kisena nhi kia hai molana ka pas ja ka anay ka 4 din tik

rathai hai phir bigad ja ta hai mara ghar pa kisena jadu karday hai

mari bhan ki shadi nahi ho na ka karan jadu tona our ghar ma marna ka bat

kar ti hai bhagjana ki bat kart hai ghusa bhot hai bat bhi nahi manti jo bhi

jadu tona kia hai my tang ho gai hu to jadu ko kat di gia ga nahi to paltadiga ga 12 sall sa my parashan hu ouna bhi malum hona chiay

parashani kasa diay hai mara baba aami ki Tabiat bhi karab hai do no Namaz Quran pad ta dua kar hai allah tahala nak tofiki nhai hoti ta hai maa bapp bhoht ratoo ma rota hai parashan hot hai mara maa bapp bimer hai muj

app ki madat ki zourat hai allah ka wast ta app say madad ki ghogrash hai

jal sa jald mari bahan ki badmashi kam ho ja aay ilaj ki gay our shadi ki

rukwat be jadu ki lag the hai har payamat my photo Bio-data day ta koi be nhi athai dua ka darkast hai app sa

mara 5 bhai ki shadi ki rokwat kuch hai to dur howa ja sa dua ki gia ga

allah ka wasta app pura pad kar jawab di gia ga app mara bhan our bhai

maa bapp ka ilaj kar digiaga

App bura mat maniaga mara allah muj maf kara mari bhan allah na kara

kuch galat kam kar da to mara ghar ki izat sa badka mar mot nahi hai my

marr ja u ga allah pak muja maf ka digiaga haram mot sa maf kar

app sa darkast hai ka mari bat app tak rakha mara ghar ki izat ki bat hai muj

sa kujbi galti ho to maff kar di giaga


jazakallahi khair Allah hafiz

Anonymous said...

Dear sir,
hamaare maa Baap or humsub 21 saal se bahut preshan hai, hum sub pr
bahut pkka sifli ilm kraya gya hai hamaara kaarobar bilkul band ho
chuka hai khane k liyen bhi udhaar le le k kha rahe hai ghar me bahut
preshaniyan hai bahut se hadse hote rehte hai jadugar hum pr roz apna
nya nya jadu se hame barbad kr rha hai,
aap se gujaarish hai k aap is jadu ka toor humko btayen or dushman
dusman jadu kre to us pr ulta ho jaye use bhi apne dard ka ehsaas hona
chaiye.
Plzz plzz aap iska jawaab jarur mujhe bheje, thank you.

hamza said...

ASSALAMWALEKUM SAAHAB

mera naam hamza hai sir aap ki madath ki bohat zarurath hai plz meri help kare
mere aur mere ghar ki halath bohat kharab hai. mere walid sahab 5 se 6 saal bemaar the paralysis ki bemaari thi haalhi me unka inteqaal hogaya hai her hospital me ilaj karvaya koi fida nahi tha,hamaari saari poperty bikgayi hamaara ghar bi leas{rehan} pe rakha hua hai.maa ki tabiyath bi bohat kharab rehti hai chote bhai behan hai mere bade bhai ki koi ek place pe job nahi tikti
koi kaam nahi banta her kaam bigad jaata hi,saare dosto aur rishtedaro me karza hua hai.bhai behen ki shadi,padaai,karza,job,hospitals...her tara se perashan hu.
mere aur mere ghar ki dua hogi aap k leye,badi meharbaani hogi plz hamari madath kare.

aap hamzad ka koi bi chota amal karne me meri madat kare plzzz :( :( :(
aap ke liye bohat bohat dua karunga aap ke liye sawab b karunga jitana mujse hoskta. Allah aap ko jannat me aaalaa mukham denga in-sha-Allah... {Ameen}.

aap ka intezar rehgaa rply karna aap plzzz...

Allahhafiz
as salamwaleku.

Anonymous said...

as salam walekum mujhe pet me left side me naaf k baju me jalan hoti hae jese aag lagi ho pet me mae 10sal se is taklif ko jhelta hu kya karu bolye

Unknown said...

Assalamo alekum
Janab mera ek saala hai Jo mashallah baa shara hai us par us ke khandaan walo ne jadu karwa diya hai office jata hai to waha Bhut zyada tabiyet kharab hoti hai nangi nangi aurtein us k saamne aa jati hai bechara Bhut pareshaan hai agar aaap k pass iska koi mujarrab amal hai to please mjhue bata diya taki main uski kuch madad kar saku

Unknown said...

Jism per neel k nishan kyu party hy achank kuch lgy bina some time un mai halka sa dard hota hy some time nhi. Or left ya right leg py party hy kbhi kbhi chand month ki pheli date ko party hain please tell me in details.. HAPPINESS

Popular Posts